Wednesday, November 1, 2017

Blog ke liye sahi templets kaya se laye download karne ki 10 websites

Blog Ke Liye Template Kaha Se Download Kare – Jane Top 10 Site List

Hellow friends aaj hum log janege ki Apne Blog Ke Liye Template Kaha Se Download Kare. Kisi bhi blog ka traffic increase karne me ek acche theme ka hona bahut hi jaruri hota hai. Acchi theme hone se aap ke site pe visitors bhi jayda aayege. Aur wo aap ke blog post ko bhi padhna pasand karege. Aaj mai aap ko kuch chuninda website ke bare me batane jar aha hu. Jaha se aap apne man pasand ki template free me download kar shakte hai. Blogger Pe Template Kiase Upload Aur Change Karte Hai mai aap ko pahle hi bata chukka hu.

ब्लॉग के लिए टेम्पलेट डाउनलोड करने की 10 अच्छी वेबसाइट

Blog Ke Liye Template Kaha Se Download Kare – Jane Top 10 Site List
1. Sora Templates :
Ish site pe aap ko free me responsive templates mil jayegi. Agar aap ko stylist aur mobile responsive template chahiye to aap yaha se template download kar shakte hai. Ish website se jab app template download karege. Un sab template ki puri details bhi hoti hai. Jise dekh kar aap samjah shakte hai ki kis template me kaya kaya feature hai. Aur sab se acchi baat ye hai ki un sab template ki live demo bhi dekh shakte hai.


2. New Blogger Themes :
Ish website pe aap ko apne man pasand ki template mil jayegi. Ish website ke tamplate ka look bhi dekhne me accha hai. App jab bhi koe tamplate download kare. To ye jarur dekh le ki wo seo aur mobile friendly hai ki nahi. Ish website pe aap ko maximum 2015 ki template mil jayegi.

3. Gooyaabitemplates
Ish website pe aap ko maximum seo friendly template mil jayegi. Ish website ki template me maximun sari quality aap ko mil jayegi. Maine bhi ish website ki template apne blog ke liye use ki thi. Mere hisab se tamplate downlod karne ki ye ek bahut hi acchi website hai.

4. Deluxe Templates
Ye website bhi acche template provied karti hai. Ish website ki acchi baat ye hai ki. Yaha se aap caterory wise template select kar ke download kar shakte hai. Yaha her coloum ke template mil jayege.

5. Btemplates
Ish website pe aap ko responsive, styles aur column se related template mil jayege. Yaha se aap ko free me acchi aur simple template mil jayegi. App is ki website pe ja kar download kar shakte ho.

6. Spicy tricks
Yaha pe aap ko blogging, car, magazine, mobile phones, wordpress theme aur bhi bahut kuch se related template mil jayegi. App yaha se maximum jis bhi tropic pe blogging karte ho us tropic se related template mil jayegi. App yaha se bhi try kar shakte ho.

7. PBtemplate
Yah ape aap ko columns, sidebar, categories wise template mil jayegi. Ish website pe bhi bahut sare template available hai. App yaha se apne blog ke tropic se related categories. choose kar ke template download kar shakte ho.

8. My blogger themes
Ish site pe app ko blog, business, music, online store, hotel & travel se related template mil jayegi. Yah ape aap ko stylish aur acche feature wale template mil jayege. App chahe to is site pe bhi search kar shakte hai.


9. freshDesignweb – Web Design Blog
Ish website pe aap ko blogger blog ke saath saath wordpress aur joomla ki bhi template mil jayegi. Yaha pe aap ko acchi aur nice looking template mil jayegi. App yaha bhi try kar shakte hai.

10. Theme forest
Ish websie pe aapko Blog / Magazine, wordpress se related template mil jayegi. Ish site pe aap ko free template ke saath saath kam price me premium template bhi mil jayegi. Waise bhi koe fre me acchi template to dena nahi chahega. Agar template acchi hai to aa ko kuch pay to karna hi hota hai. Agar aap ke pass budget kai to aap yaha se purchase kar shakte hai.

Blogger Me Templae Kaise Upload Kare?
App jab bhi koe template download karte hai to wo XML file me hota hai. Ish xml file ko hi aap ko apne blogger me upload karna hota hai. Ek baat hamesa yaad rahe aap jab bhi koe new template apne blogger me upload kare. To aap apne pahle wale template ka backup jarur lele.

Asha karta hu dosto ab aap ko apne blog ke liye template download karne me koe problem nahi hogi. Mai aap ko ek baat batana chuga aap apne blog ka template bar bar change na kare. App acche se soch samajh kar hi template download kar ke upload kare.

Blog ke liye sahi templets kaya se laye download karne ki 10 websites Rating: 4.5 Diposkan Oleh: Unknown

0 comments:

Post a Comment

'; (function() { var dsq = document.createElement('script'); dsq.type = 'text/javascript'; dsq.async = true; dsq.src = '//' + disqus_shortname + '.disqus.com/embed.js'; (document.getElementsByTagName('head')[0] || document.getElementsByTagName('body')[0]).appendChild(dsq); })();