Wednesday, November 1, 2017

YouTube Par Sabhi Videos Ko Ek Sath Monetize Kaise Kare


YouTube Par Sabhi Videos Ko Ek Sath Monetize Kaise Kare

Kya aap YouTube partner hai or bar bar videos ko monetize karne se pareshan hai and aapko har bar video upload karne par video monetization karna padta hai ? Agar haa to aaj main aapko aesi janakri bta raha hu jisse aap apne YouTube channel ke all videos ko ek sath monetize kar sakte ho or aapko bar bar video monetize karne ki jarurat nahi padegi.

Bahut se YouTube users ko har bar video upload karne ke sath sath video ko monetize karne ki problem hoti hai but agar aap chaho to ek bar me hi sabhi video ko monetize kar sakte ho or fir aapko video uploading ke time videos monetization karne ki jarurat nahi padegi.

How to monetize YouTube all videos in one time in hindi? Iske liye aapke pas 2 option hai ek aap video manager par ja kar sabhi video ko monetize kar sakte ho. Second aap YouTube deafualt uploading setting me ja kar sabhi videos ko already monetize kar sakte ho.

Isse aapko new video upload karne par use monetize karne ki jarurat nahi padegi weo automatically apne aap monetize ho jayega.

Youtube Se Video Download Kaise Kare (Bina Kisi Sofware Ke)
Youtube Videos Me Subscribe Button Kaise Add Kare
Sath hi aap all videos ke liye ek bar me hi video monetization settings, video description and other setting set kar sakte ho. Isse aapko har bar video upload karne par uski setting nahi karni padegi.

Maine iske bare me already Youtube Par Video Upload Karne Ki Defaults Setting Kaise Kare post me detailse se information di huyi hai.

Table of Contents [hide]
Youtube Videos Ko Eb Bar Me Monetize Kaise Kare – Video Monetization
1. Video Manager Par All Videos Ko Monetize Kaise Kare ?
2. Youtube Channel Me Video Ki Default Monetize Settings Kaise Kare ?
Youtube Videos Ko Eb Bar Me Monetize Kaise Kare – Video Monetization

Jaisa ki maine aapko upar btaya hai ki aapke pas iske 2 tarike hai ek aap video manager se all videos ko monetize kar sakte ho second aap video uploading default setting me ja kar sakte ho. Maine dono ke bare me aapko details se bta raha hu.

1. Video Manager Par All Videos Ko Monetize Kaise Kare ?

Iske liye aap YouTube.com par jaye or left side sidebar ke top par menu par click karke My Channel par click kare or Video Manger par click kar ke sahi videos ko monetize kare.

Step 1:

Go to YouTube.com and click on menu icon in left sidebar.
Ab My Channel par click kare.
Ab Video manager par click kare.

Step 2:

Ab aapke samne aapke sare videos ki list show hogi. Yaha se aap sabhi videos ko ek sath monetize kar sakte ho.

Sabhi videos ko mark kare.
Action pae select kare.
Ab monetize par click kare.

Ab monetization processing hogi or kuch second bad aapke sare videos monetize ho jayenge or “Videos successfully updated” ka message show hoga. Agar aapke kisi video me koi mistake hogi to wo monetize nahi hoga or errors show hoga.

Aapke total kitne videos hai or kitne monetize huye hai se aap pata laga sakte hai. uske bad aap check kare ki kis video ke samne dollar ka green icon nahi hai. Wo videos monetize nahi hua hoga or uske samne copyrighted video ka alert likha hoga.

2. Youtube Channel Me Video Ki Default Monetize Settings Kaise Kare ?

Iske liye aap YouTube channel setting me ja kar sabhi videos ko pahle se monetize karne ki setting kar sakte ho iske bad aapko bar bar new video upload karne par use monetize nahi karna padega.

Left sidebar me channel par click kare.
Upload defaults par click kare.
Monetization ke samne Monetize with ads par tick kare.
Ab ad formats ke samne aapko video par jis type ke ads dikhane hai w ochoose kare. Aap video par Overlay in-video ads, Skippable video ads, Sponsored cards etc. ads format select kar sakte ho.

Video uploading default setting set karne ke bad top par jaye or right side me blue color ke save button par click karke settings save kare.

YouTube Subscribe Butto

YouTube Par Sabhi Videos Ko Ek Sath Monetize Kaise Kare Rating: 4.5 Diposkan Oleh: Unknown

0 comments:

Post a Comment

'; (function() { var dsq = document.createElement('script'); dsq.type = 'text/javascript'; dsq.async = true; dsq.src = '//' + disqus_shortname + '.disqus.com/embed.js'; (document.getElementsByTagName('head')[0] || document.getElementsByTagName('body')[0]).appendChild(dsq); })();