Wednesday, November 1, 2017

Blog me category widget kese add kare

Blog Me Category Widget Kaise Add Kare In Hindi

Hello dosto aaj hum log janege ki apne Blog Me Category Widget Kaise Add Kare. Agar aap ke blog me category widget add nahi hai. To aap jaldi se jaldi category widget apne blog me add kar lijiye. Kyu ki kisi bhi blog ke liye category widget bahut ki important hota hai. Blog ki traffic badhana me bhi category widget ka bahut bara haath hota hai.

Blog Me Category Widget Kaise Add Kare

Agar koe bhi visitors aap ke blog par aata hai. Aur aap ke blog me category widget add ho. To phir us visitor ko apne man pasand ki post khojne me aasani hogi. To phir chaliye ab hum log step by step jaan lete hai ki. Apne ‘Blog Me Category Widget Kaise Add Kare’.

Blog Me Category Widget Kaise Add Kare Step by Step……
Step 1: Sabse pahle aap ko apne blogger.com me login ho jana hai.

1. Login hone ke baad aap ko Layout ke upper click karna hai.

2. Layout ke upper click karne ke baad. Aap ko jaha pe bhi Category Widget aad karna hai. Waha par Add A Widget ke upper click kare.

3. Add A Widget ke upper click hote hi. Ek popup window open hogi. Ab aap ko yaha Link List ke upper click karna hai.


Click On Link List

Step 2: Link List ke upper click karte hi. Aap ke samne phir se ek new popup window open ho jayegi.

Configure Link List

1. Yaha par app Categories likhe.

2. Is box ko app blank hi rahne de.

3. Yaha par aap ko shorting select karni hai. Matlab aap ka jo category blog me show hoga abcd wise hoga. Ya phir us ka ulta hoga. Agar aap short nahi karna chahte hai. To aap do not sort pe bhi click kar shakte hai.

4. Is box ko bhi app blank hi rahne de.


5. App yaha par apne blog ki Tag ya Label ka URL dale. Aap jitna chahe utna apne blog ke liye category url daal kar add kar shakte hai.

6. URL dalne ke baad Add Link ke upper click kar de.

7. Ab aap Save ki button ke upper click kar de.

Also Read : Apne Blog Ya Website Ko Hack Hone Se Kaise Bachaye – Jane Security Tips

Step 3: Save ki button pe click hote hi. Aap ke blog me category widget add ho jayega. Aur wo kuch is tarah ka dhikega.

Category Widget

Asha karta hu dosto ki aap ko ye post sanajh me aa gaya hoga. Aur ab aap ko samajh me aa gaya hoga ki. Apne “Blog Me Category Widget Kaise Add Kare“. Post pasand aaya hai to apne dosto ke saath social media par jarur share kare.

Agar aap ko is post se related ya phir internet aur blogger se related koe bhi problem hai. To aap hume comment kar ke puch shakte hai. Hume aap ki madad kar ke bahut khushi hogi.

Blog me category widget kese add kare Rating: 4.5 Diposkan Oleh: Unknown

0 comments:

Post a Comment

'; (function() { var dsq = document.createElement('script'); dsq.type = 'text/javascript'; dsq.async = true; dsq.src = '//' + disqus_shortname + '.disqus.com/embed.js'; (document.getElementsByTagName('head')[0] || document.getElementsByTagName('body')[0]).appendChild(dsq); })();