Wednesday, November 1, 2017

Blog me ads kha kha nahi lagane chahia

Adsense Ke Ads Kaha Kaha Nahi Laga Sakte – Full Guide

Blogging se paise kamane wese to bahut tarike hai. magar hindi blogger ke liye AdSense sabse better hota hai. magar india me AdSense ko approved karana or save rakhna bahut mushkil hai. kyuki india me bahut jyada fake account hone se AdSense rules bahut shakat hai. or bahut se hindi blogger ka AdSense account ban ho jata hai. so ma iek bar fir hazir hu AdSense ke bare me nasyi jankari le kar ki AdSense ke ads blog ya website par kaha kaha par nahi lagane chahiye.

Mai apni pichli post Affiliate Marketing Vs Adsense Hindi Blog Ke Liye Kounsa Behtar Hai bta chuka hu ki AdSense hindi blogger ke liye kyu better hai. aap pahle wo post pad sakte ho or aap chaho to AdSense se related baki post bhi pad sakte ho. aapko supportmeindia par AdSense ke bare me kafi kuch hindi me janne ko mil jayega. to ab mai topic par aata hu. ab hume ye janna hai ki website ya blog par kis kis jagah par AdSense ke ads lagane nahi chahiye. or aysa karne se kya kya ho sakta hai.

Blogger Me Meta Tags Description Code Kaise Add Kare
Facebook Messenger Ki Top 8 Secret Tips and Tricks
Table of Contents [hide]
Adsense Ke Ads Kahi Bhi Lagane Se Kya Hota Hai
Website Blog Me Kaha Kaha Adsense Ke Ads Nahi Lagane Chahiye
1) Don’t Show Below Menu Bar
2) Don’t Show unnatural attention
3) Don’t Add Ads Recommended Content
4) Don’t Show Ads Formating Content
5) Don’t Show Dual Ads In One Place
6) Don’t Show Ads In Center Images
7) Don’t Offer For Adsense Ads
8) Don’t Show Ads On 404 Page Not Found
Adsense Ke Ads Kahi Bhi Lagane Se Kya Hota Hai

Adsense ko use karne ke liye hume AdSense ke rules follow karne padte hai. agar hum aysa nahi karte hai to ya to humari income hi bahut kam hogi ya fir hume adsesne ki taraf se ban kar diya jata hai. dono me hi humara nuksan hai. so mai aapko sughest karunga ki agar aap AdSense user hai t oadsesne ki policy jarur follow kare. agar aapko AdSense block nahi bhi hoga to aapki cpc$0.02 se $0.10 se jyada nahi hogi. jisse aap kitna paisa kama sakte ho soch sakte ho.

Google Adsense Se $100 Per Day Kaise Kamaye
Top List Articles Se 1 Month Me 100,000 Visitors Kaise Paye
Website Blog Me Kaha Kaha Adsense Ke Ads Nahi Lagane Chahiye

Hum AdSense ke ads apni site ya blog par apni marzi se use nahi kar sakte. iske liye bhi hume AdSense ki ads placemet policy follow karni hogi. agar aap nahi jante ki aap blog me kitne ads laga sakte ho to aap humari Blog ke 1 Page Me Adsense Ke Kitne Ads Laga Sakte Hai post pad sakte hai.

1) Don’t Show Below Menu Bar

Blog ke menu bar ke niche AdSense ke ads nahi laga sakte. AdSense ye allow nahi karta hai. iske alawa play buttons, download buttons, navigation buttons, game windows, video players, drop-down menus, or applications ke aas-pas ads nahi laga sakte.  blog post ki photo ke upar niche bhi ads lagane se aapki income kam ho sakt hai.

2) Don’t Show unnatural attention

kabhi bhi AdSense ke ads ke sath click here jaise word use na kare. aysa karne se aapko click to milenge par aapki income nahi hogi. or aapka AdSense account ban bhi ho sakta hai.

3) Don’t Add Ads Recommended Content

Kabhi bhi recommended content ki jagah AdSense ke ads na chipaye. AdSense nahi chahta ki koi galti se ads par click kare.  AdSense chahata hai ki visitors apni marzi se ads par click kare.

4) Don’t Show Ads Formating Content

Adsense ke ads photos ke bich ya sath me nahi laga sakte. bahut se log photo ke upar niche ya 4-5 photo ke bich me AdSense ke ads lagate hai. jinse inko ads par click to milte hai. but income na ke barabar hoti hai.

5) Don’t Show Dual Ads In One Place

Ek jagah par ek sath do ads use na kare. aysa karne se aapka AdSense account aapki site ko ban kar sakta hai. so AdSense ek sath 2 ads show karna bhi allow nahi karta hai.

6) Don’t Show Ads In Center Images

blog post me related post ke niche AdSense ke ads nahi laga sakte. isse user ko post content or ads ko samajhne me

Blog me ads kha kha nahi lagane chahia Rating: 4.5 Diposkan Oleh: Unknown

0 comments:

Post a Comment

'; (function() { var dsq = document.createElement('script'); dsq.type = 'text/javascript'; dsq.async = true; dsq.src = '//' + disqus_shortname + '.disqus.com/embed.js'; (document.getElementsByTagName('head')[0] || document.getElementsByTagName('body')[0]).appendChild(dsq); })();